Get unlimited streaming on App

4.5(100M+ Downloads)

Wynk Music
Damn

Damn

Mr. Nair
03:34Zee Music Company

Lyrics of Damn

Yeah yeah... Kabhi kabhi mujhe lage mere piche ek saaya Jo aaya hai mujhe bataane ki Woh aage zyada jo chaate zamaane ki Lat badi lagi jinhe auron ka khaane ki (Haan!) Kitna hi khaa lenge haan Kitna bacha lenge haan Yeah yeah .. Bhaage jo bawarchi inke Khud ka bana lenge kya (kya kya) Khudko sambhalenge kya Ye karma mitayenge haan Khud jo hain ghar pade woh Humko woh ghar bitha lenge kya Par mujhe kya mujhe kya Main kisi ki ni sunta Mujhe poore karne armaan ghar ke Aur sapne jo main bunnta Kaafi dabi padi mere dil mein hai baatein Dil se na nikle woh studio ki raatein Aayi gayi jaane kitni hai barsaatein Jo pehle mere bhai the wo ab bhi mere saath hain Aankhein milaoge na ya aankhein churaoge haan Sabse banaate ho baatein khudko bana loge kya Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn, yea yea Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn, yea yea Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time, yea yea Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time, yea yea Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn (I don't give a damn) Kyunki main deta ni damn Kyunki main deta ni damn (I don't give a damn) Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time, yea yea Par ab main deta ni time Haan ab main deta ni time Samajh nahi paate Mujhe ye samajh nahi paate Karte ye bhasad ki baatein Par chashme laga ke bhi ye nazar nahi aate Main toh deta nahi damn Karne mein khatam main leta ni time Saath mein laya ye wali gang Kalamkaar meri ek aadhi fam (aye) Rakhu main paas Kareeb jo mere hain khaas Baaki na karta bardaasht Gaano mein chhodu main laash Antim ardaash Paisa hai paas Ab meri zubaan ka inko to samjh nahi aata Aaj jo kala hai Khud Hi toh kara hai Kisi ka namak nai khata Kehna jo kehn do (kehn do) Milta nahi chain aise django Hater hain sekdon Par main hoon thankful Karun main handle Shukriya fans ko (fans ko) Bante aaj fans bro Bante aaj fans bro Trap jaise band ho muskuraata Jab jaata hoon bank ko Kyunki mein deta nahi damn Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn) Kyunki mein deta nahi damn Kyunki mein deta nahi damn (deta nahi damn) Par ab mein deta nahi time Ha mein ab deta nahi time Par ab mein deta nahi time Ha mein ab deta nahi time Kyunki mein deta nahi damn Kyunki mein deta nahi damn (I don’t give a damn) Kyunki mein deta nahi damn Kyunki mein deta nahi damn (I don’t give a damn) Par mein ab nahi deta time Par ab mein deta nahi time (yeah, yeah) Par mein ab nahi deta time Par ab mein deta nahi time Ghar pe lambi gaadi Ghar mein bakse mein hai rolly Rehta apne trip mein Par main khata nahi Molly Studio hai ghar mein office 200 meter door Boli meri meethi par main haathon se mazdoor Na na (na na) Mere aage zor na chala Na na (na na) Le le ye free ki salaah Haan haan Maanta meri kahan Haan haan Sab tu bhulate jaa Dushman ko gale laga Being an artist Being me That was my best excuse for being crazy

About Lyrics

Lyrics of a song are known to amplify emotions, and sometimes even create a memory. With Wynk, you can now read song lyrics in Hindi and English while listening to songs, throughout genres. Enjoy the true meaning of a song with Damn lyrics online on Wynk, while listening to Damn song online here. There are also options to choose your favorite artist Raftaar, Krsna songs on Wynk.

Browse songs from various genres including all of the English Songs and Hindi Songs. Wynk also makes it easy to create your own playlists that you can listen to anytime on Wynk Music. Keep Wynking!

Best way to Listen to Music!

Don’t forget to install Wynk Music on your mobile phones

Wynk Music is the one-stop music app for the latest to the greatest songs that you love. Play your favourite music online for free or download mp3. Enjoy from over 22 Million Hindi, English, Bollywood, Regional, Latest, Old songs and more.

2024 © All rights reserved | Airtel Digital Limited